mere hi paanv mire sab se baDe dushman hain — Hosh Jaunpuri
mere hi paanv mire sab se baDe dushman hain
jab bhi uThte hain usi dar ki taraf jaate hain
Urdu
میرے ہی پاؤں مرے سب سے بڑے دشمن ہیں
جب بھی اٹھتے ہیں اسی در کی طرف جاتے ہیں
Hindi
मेरे ही पाँव मिरे सब से बड़े दुश्मन हैं
जब भी उठते हैं उसी दर की तरफ़ जाते हैं

Hosh Jaunpuri
Hosh Jaunpuri
poet36 quotes