main kahaan tak dil-e-saada ko bhaTakne se bachaaun — Irfan Siddiqi
main kahaan tak dil-e-saada ko bhaTakne se bachaaun
aankh jab uTThe gunahgaar banaa de mujh ko
Urdu
میں کہاں تک دل سادہ کو بھٹکنے سے بچاؤں
آنکھ جب اٹھے گنہ گار بنا دے مجھ کو
Hindi
मैं कहाँ तक दिल-ए-सादा को भटकने से बचाऊँ
आँख जब उठ्ठे गुनहगार बना दे मुझ को

Irfan Siddiqi
Irfan Siddiqi
poet217 quotes