hamein kunj-e-qafas mein chhoD kar sayyaad jaataa hai — Laxmi Narayan Shafiq
hamein kunj-e-qafas mein chhoD kar sayyaad jaataa hai
khudaa jaane ki ham se khush hai yaa naashaad jaataa hai
Urdu
ہمیں کنج قفس میں چھوڑ کر صیاد جاتا ہے
خدا جانے کہ ہم سے خوش ہے یا ناشاد جاتا ہے
Hindi
हमें कुंज-ए-क़फ़स में छोड़ कर सय्याद जाता है
ख़ुदा जाने कि हम से ख़ुश है या नाशाद जाता है
L
Laxmi Narayan Shafiq
Laxmi Narayan Shafiq
poet1 quotes