Shayari
nigaah paDne na paae yatim bachchon ki
zaraa chhupaa ke khilaune dukaan mein rakhnaa
M
Mahboob Zafarkhudaa kaa shukr hai girdaab se nikal aayaa
main us ke halqa-e-ahbaab se nikal aayaa
خدا کا شکر ہے گرداب سے نکل آیا
میں اس کے حلقۂ احباب سے نکل آیا
ख़ुदा का शुक्र है गिर्दाब से निकल आया
मैं उस के हल्क़ा-ए-अहबाब से निकल आया