ham to apnon se bhi begaana hue ulfat mein — Mirza Raza Barq
ham to apnon se bhi begaana hue ulfat mein
tum jo ghairon se mile tum ko na ghairat aai
Urdu
ہم تو اپنوں سے بھی بیگانہ ہوئے الفت میں
تم جو غیروں سے ملے تم کو نہ غیرت آئی
Hindi
हम तो अपनों से भी बेगाना हुए उल्फ़त में
तुम जो ग़ैरों से मिले तुम को न ग़ैरत आई

Mirza Raza Barq
Mirza Raza Barq
poet42 quotes