SHAWORDS

jaate mausam ki tarah us se kabhi mil na sakaa — Musavvir Sabzwari

jaate mausam ki tarah us se kabhi mil na sakaa
ek lamhe ke ta'alluq ki sazaa huun main to
Urdu

جاتے موسم کی طرح اس سے کبھی مل نہ سکا
ایک لمحے کے تعلق کی سزا ہوں میں تو

Hindi

जाते मौसम की तरह उस से कभी मिल न सका
एक लम्हे के तअल्लुक़ की सज़ा हूँ मैं तो

Musavvir Sabzwari
Musavvir Sabzwari
Musavvir Sabzwari
poet91 quotes