Shayari
maanind-e-qais ret na sahraa ki chhaaniye
kis ko mili hai kis ki khabar raqs kijiye
laalach ki nazar kaun kisi shakhs ko dekhe
aankhon ke vare khaak hai aankhon ke pare khaak
لالچ کی نظر کون کسی شخص کو دیکھے
آنکھوں کے ورے خاک ہے آنکھوں کے پرے خاک
लालच की नज़र कौन किसी शख़्स को देखे
आँखों के वरे ख़ाक है आँखों के परे ख़ाक

maanind-e-qais ret na sahraa ki chhaaniye
kis ko mili hai kis ki khabar raqs kijiye
jo ek pal ke liye khud badal nahin sakte
ye kah rahe hain ki saaraa jahaan badal Daalo
dekho to har baghal mein hai daftar dabaa huaa
akhbaar mein jo chhaapnaa chaaho khabar nahin
ye bhi kyaa kam hai basirat ki nazar haasil hui
doston ne ki jo tujh se dushmani maatam na kar