dil un ko muft dene mein dushman ko rashk kyuun — Muztar Khairabadi
dil un ko muft dene mein dushman ko rashk kyuun
ham apnaa maal dete hain is mein kisi kaa kyaa
Urdu
دل ان کو مفت دینے میں دشمن کو رشک کیوں
ہم اپنا مال دیتے ہیں اس میں کسی کا کیا
Hindi
दिल उन को मुफ़्त देने में दुश्मन को रश्क क्यूँ
हम अपना माल देते हैं इस में किसी का क्या

Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
poet268 quotes