SHAWORDS

aah-e-rasaa khudaa ke liye dekh-bhaal ke — Muztar Khairabadi

aah-e-rasaa khudaa ke liye dekh-bhaal ke
un kaa bhi ghar milaa huaa dushman ke ghar se hai
Urdu

آہ رسا خدا کے لیے دیکھ بھال کے
ان کا بھی گھر ملا ہوا دشمن کے گھر سے ہے

Hindi

आह-ए-रसा ख़ुदा के लिए देख-भाल के
उन का भी घर मिला हुआ दुश्मन के घर से है

Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
poet268 quotes