kasrat-e-daulat mein lutf-e-khaana-barbaadi bhi hai — Naseem Dehlvi
kasrat-e-daulat mein lutf-e-khaana-barbaadi bhi hai
shahd ke hone se luT jaataa hai ghar zambur kaa
Urdu
کثرت دولت میں لطف خانہ بربادی بھی ہے
شہد کے ہونے سے لٹ جاتا ہے گھر زنبور کا
Hindi
कसरत-ए-दौलत में लुत्फ़-ए-ख़ाना-बरबादी भी है
शहद के होने से लुट जाता है घर ज़ंबूर का

Naseem Dehlvi
Naseem Dehlvi
poet92 quotes