mujhe to is darja vaqt-e-rukhsat sukun ki talqin kar rahe ho — Qabil Ajmeri
mujhe to is darja vaqt-e-rukhsat sukun ki talqin kar rahe ho
magar kuchh apne liye bhi sochaa main yaad aayaa to kyaa karoge
Urdu
مجھے تو اس درجہ وقت رخصت سکوں کی تلقین کر رہے ہو
مگر کچھ اپنے لیے بھی سوچا میں یاد آیا تو کیا کرو گے
Hindi
मुझे तो इस दर्जा वक़्त-ए-रुख़्सत सुकूँ की तल्क़ीन कर रहे हो
मगर कुछ अपने लिए भी सोचा मैं याद आया तो क्या करोगे

Qabil Ajmeri
Qabil Ajmeri
poet37 quotes