Shayari
tu mere sajdon ki laaj rakh le shuur-e-sajda nahin hai mujh ko
ye sar tire aastaan se pahle kisi ke aage jhukaa nahin hai
qaatil ko raushni mein dikhaai diyaa na main
aisi chamak thi khanjar-e-burraan mein bach gayaa
قاتل کو روشنی میں دکھائی دیا نہ میں
ایسی چمک تھی خنجر براں میں بچ گیا
क़ातिल को रौशनी में दिखाई दिया न मैं
ऐसी चमक थी ख़ंजर-ए-बुर्रां में बच गया

tu mere sajdon ki laaj rakh le shuur-e-sajda nahin hai mujh ko
ye sar tire aastaan se pahle kisi ke aage jhukaa nahin hai
ruuh mein jis ne ye dahshat si machaa rakkhi hai
us ki tasvir gumaan bhar to banaa sakte hain
siyaah dasht ki jaanib safar dobaara kiyaa
na jaane qaaf ki pariyon ne kyaa ishaara kiyaa