justuju kaa ik ajab silsila taa-umr rahaa — Rajesh Reddy
justuju kaa ik ajab silsila taa-umr rahaa
khud ko khonaa thaa kahin aur kahin DhunDhnaa thaa
Urdu
جستجو کا اک عجب سلسلہ تا عمر رہا
خود کو کھونا تھا کہیں اور کہیں ڈھونڈھنا تھا
Hindi
जुस्तुजू का इक अजब सिलसिला ता-उम्र रहा
ख़ुद को खोना था कहीं और कहीं ढूँढना था

Rajesh Reddy
Rajesh Reddy
poet50 quotes