Shayari
ye khud-navisht to mujh ko adhuri lagti hai
jo ho sake to nayaa intisaab maangun main
ibtidaa mujh mein intihaa mujh mein
ik mukammal hai vaaqia mujh mein
ابتدا مجھ میں انتہا مجھ میں
اک مکمل ہے واقعہ مجھ میں
इब्तिदा मुझ में इंतिहा मुझ में
इक मुकम्मल है वाक़िआ मुझ में

ye khud-navisht to mujh ko adhuri lagti hai
jo ho sake to nayaa intisaab maangun main
main duur duur se khud ko uThaa ke laataa rahaa
ki TuuT jaaun to phir duur tak bikhartaa huun
kuchh log the safar mein magar ham-zabaan na the
hai lutf guftugu kaa jo apni zabaan mein ho
main apne saare savaalon ke jaantaa huun javaab
miraa savaal mire zehn ki sharaarat hai
tu meri tishna-labi par savaal kartaa hai
samundaron pe banaayaa thaa apnaa ghar main ne
jab aaine dar-o-divaar par nikal aaein
to shahr-e-zaat mein rahnaa bhi ik qayaamat hai