rahne diyaa na us ne kisi kaam kaa mujhe — Shahzad Ahmad
rahne diyaa na us ne kisi kaam kaa mujhe
aur khaak mein bhi mujh ko milaa kar nahin gayaa
Urdu
رہنے دیا نہ اس نے کسی کام کا مجھے
اور خاک میں بھی مجھ کو ملا کر نہیں گیا
Hindi
रहने दिया न उस ने किसी काम का मुझे
और ख़ाक में भी मुझ को मिला कर नहीं गया

Shahzad Ahmad
Shahzad Ahmad
poet259 quotes