dasht-e-dil mein kabhi ik naaqa-savaar aayaa thaa — Tasneem Abidi
dasht-e-dil mein kabhi ik naaqa-savaar aayaa thaa
aaj tak mujh mein bahut gard uDaa karti hai
Urdu
دشت دل میں کبھی اک ناقہ سوار آیا تھا
آج تک مجھ میں بہت گرد اڑا کرتی ہے
Hindi
दश्त-ए-दिल में कभी इक नाक़ा-सवार आया था
आज तक मुझ में बहुत गर्द उड़ा करती है

Tasneem Abidi
Tasneem Abidi
poet21 quotes