sach keh doon ae brahman, gar tu bura na maane tere sanam-kadon ke but ho gaye puraane—Allama IqbalSher·Truth
sabaq phir padh sadaqat ka, adalat ka, shujaat ka liya jayega tujh se kaam duniya ki imamat ka—Allama IqbalSher·Truth