ham ajnabi hain aaj bhi apne dayaar mein — Waheeda Naseem
ham ajnabi hain aaj bhi apne dayaar mein
har shakhs puchhtaa hai yahi tum yahaan kahaan
Urdu
ہم اجنبی ہیں آج بھی اپنے دیار میں
ہر شخص پوچھتا ہے یہی تم یہاں کہاں
Hindi
हम अजनबी हैं आज भी अपने दयार में
हर शख़्स पूछता है यही तुम यहाँ कहाँ

Waheeda Naseem
Waheeda Naseem
poet2 quotes