Sher
"mujhe ayyariyan sab aa ga.i hain main ab tere nagar ka ho gaya huun"
"ham lakiren kured kar dekhen rang la.ega kya ye saal naya"
ہم لکیریں کرید کر دیکھیں رنگ لائے گا کیا یہ سال نیا
हम लकीरें कुरेद कर देखें रंग लाएगा क्या ये साल नया

"mujhe ayyariyan sab aa ga.i hain main ab tere nagar ka ho gaya huun"
"zindagi sundar ghazal hai dosto zindagi ko gungunana chahiye"
"main ji bhar ke roya to aram aaya mira gham hi akhir mire kaam aaya"
"mohabbat karne vaale dard men tanha nahin hote jo ruThoge kabhi mujh se to apna dil dukhaoge"
"dukh pe mere ro raha tha jo bahut jaate jaate kah gaya achchha hua"
"vo jaate jaate mujhe apne gham bhi saunp gaya ajiib Dhang nikala hai gham-gusari ka"