Quote
"miri har aah ah-e-be-asar hai vafur-e-yas teri bad-gumani"
A
Abdul Hai Aarfi"dil ko tapish-e-shauq ki ye lazzat-e-paiham mil to ga.i lekin baDi mushkil se mili hai"
دل کو تپش شوق کی یہ لذت پیہم مل تو گئی لیکن بڑی مشکل سے ملی ہے
दिल को तपिश-ए-शौक़ की ये लज़्ज़त-ए-पैहम मिल तो गई लेकिन बड़ी मुश्किल से मिली है
"miri har aah ah-e-be-asar hai vafur-e-yas teri bad-gumani"
"aa.i khizan ki yaad to dil sard ho gaya kuchh der bhi to lutf na aaya bahar ka"
"mohabbat khud mohabbat ka sila hai 'arfi' lekin koi asan hai kya be-niyaz-e-mudda.a hona"
"ek hi phuul tha bas gul-kada-e-husn men tu chun liya aankh men apni tire shaida.i ne"
"bahut badla mazaq-e-dil khayal-e-yar ne lekin jo shayan-e-mazaq-e-yar tha aisa kahan badla"
"hai 'arfi' ab ye asar-e-tark-e-tamanna aane lage vo aur bhi kuchh had se siva yaad"