Sher
"khamoshi meri lai men gungunana chahti hai kisi se baat karne ka bahana chahti hai"
"zindagi azmat-e-hazir ke baghair ik tasalsul hai magar khvabon ka"
زندگی عظمت حاضر کے بغیر اک تسلسل ہے مگر خوابوں کا
ज़िंदगी अज़्मत-ए-हाज़िर के बग़ैर इक तसलसुल है मगर ख़्वाबों का

"khamoshi meri lai men gungunana chahti hai kisi se baat karne ka bahana chahti hai"
"ye tabassum ka ujala ye nigahon ki sahar log yuun bhi to chhupate hain andhere dil men"
"nafas ke loch ko khanjar banana chahti hai mohabbat apni tezi azmana chahti hai"
"zulmaten vahshat-e-farda se niDhal DhunDhti phirti hain ghar khvabon ka"