Sher
"na koi chhat hai na divar hai na darvaza ye mo.ajiza hai ki ham aise ghar men rahte hain"
"unhin se tazgi-e-zehn hai nasib mujhe gulab chehre hamesha nazar men rahte hain"
انہیں سے تازگیٔ ذہن ہے نصیب مجھے گلاب چہرے ہمیشہ نظر میں رہتے ہیں
उन्हीं से ताज़गी-ए-ज़ेहन है नसीब मुझे गुलाब चेहरे हमेशा नज़र में रहते हैं
