Sher
"sab kuchh khuda se maang liya tujh ko maang kar uThte nahin hain haath mire is dua ke ba.ad"
"goya tumhari yaad hi mera ilaaj hai hota hai pahron zikr tumhara tabib se"
گویا تمہاری یاد ہی میرا علاج ہے ہوتا ہے پہروں ذکر تمہارا طبیب سے
गोया तुम्हारी याद ही मेरा इलाज है होता है पहरों ज़िक्र तुम्हारा तबीब से

"sab kuchh khuda se maang liya tujh ko maang kar uThte nahin hain haath mire is dua ke ba.ad"
"go haram ke raste se vo pahunch ga.e khuda tak tiri rahguzar se jaate to kuchh aur baat hoti"
"tum aur fareb khaao bayan-e-raqib se tum se to kam gila hai ziyada nasib se"
"nik.hat-e-saghar-e-gul ban ke uDa jaata huun liye jaata hai kahan bada-e-sar-josh mujhe"
"hashr men insaf hoga bas yahi sunte raho kuchh yahan hota raha hai kuchh vahan ho ja.ega"
"go hava-e-gulsitan ne mire dil ki laaj rakh li vo naqab khud uThate to kuchh aur baat hoti"