Sher
"roz milne pe bhi lagta tha ki jug biit ga.e ishq men vaqt ka ehsas nahin rahta hai"
"guzre hazar badal palkon ke saa.e saa.e utre hazar suraj ik shah-nashin-e-dil par"
گزرے ہزار بادل پلکوں کے سائے سائے اترے ہزار سورج اک شہ نشین دل پر
गुज़रे हज़ार बादल पलकों के साए साए उतरे हज़ार सूरज इक शह-नशीन-ए-दिल पर

"roz milne pe bhi lagta tha ki jug biit ga.e ishq men vaqt ka ehsas nahin rahta hai"
"ye tanha raat ye gahri faza.en use DhunDen ki us ko bhuul jaa.en"
"maut khamoshi hai chup rahne se chup lag ja.egi zindagi avaz hai baten karo baten karo"
"dil fasurda to hua dekh ke us ko lekin umr bhar kaun javan kaun hasin rahta hai"
"chup kahin aur liye phirti thi baten kahin aur din kahin aur guzarte the to raten kahin aur"
"mil hi ja.ega kabhi dil ko yaqin rahta hai vo isi shahr ki galiyon men kahin rahta hai"