Sher
"sar pe dastar jab salamat hai dil men aati hui ana se Dar"
"kahan sar chhupa.en pata hi nahin ki girne lagi ghar ki divar ab"
کہاں سر چھپائیں پتا ہی نہیں کہ گرنے لگی گھر کی دیوار اب
कहाँ सर छुपाएँ पता ही नहीं कि गिरने लगी घर की दीवार अब

"sar pe dastar jab salamat hai dil men aati hui ana se Dar"
"talatum men kabhi utra tha 'asghar' samundar aaj tak sahma hua hai"
"saari duniya ko jitne vaala apne bachchon se haar jaata hai"
"shahr to kab ka jal chuka 'asghar' uTh raha hai magar dhuan ab tak"
"dil men 'asghar' ke khushiyon ki barsat thi hanste hanste vo kyuun gham-zada ho gaya"