Sher
"jugnu miyan ki dum jo chamakti hai raat ko sab dekh dekh us ko bajate hain taliyan"
A
Ashraf Ali Fughan"meri taraf se khatir-e-sayyad jama hai kya uD sakega ta.ir-e-be-bal-o-par kahin"
میری طرف سے خاطر صیاد جمع ہے کیا اڑ سکے گا طائر بے بال و پر کہیں
मेरी तरफ़ से ख़ातिर-ए-सय्याद जमा है क्या उड़ सकेगा ताइर-ए-बे-बाल-ओ-पर कहीं
"jugnu miyan ki dum jo chamakti hai raat ko sab dekh dekh us ko bajate hain taliyan"
"kab dard se dil ko taab aaya ankhon men kahan se khvab aaya"
"ai shaikh agar kufr se islam juda hai pas chahiye tasbih men zunnar na hota"
"mujh se jo puchhte ho to har haal shukr hai yuun bhi guzar ga.i miri vuun bhi guzar ga.i"
"dil-bastagi qafas se yahan tak hui mujhe goya kabhi chaman men mera ashiyan na tha"