Sher
"ham ne jab hal-e-dil un se apna kaha vo bhi qissa kisi ka sunane lage"
"mire vajud ke andar hai ik qadim makan jahan se main ye udasi udhar leti huun"
مرے وجود کے اندر ہے اک قدیم مکان جہاں سے میں یہ اداسی ادھار لیتی ہوں
मिरे वजूद के अंदर है इक क़दीम मकान जहाँ से मैं ये उदासी उधार लेती हूँ

"ham ne jab hal-e-dil un se apna kaha vo bhi qissa kisi ka sunane lage"
"nahin vo itna bhi pagal nahin tha jo mar jaata miri vabastagi men"
"chubh rahi hai andheri raat mujhe har sitara bujha.e baiThi huun"
"aa.ine par to hai bharosa mujhe us se kyuun munh chhupa.e baiThi huun"
"Dubne ki na tairne ki khabar ishq-dariya men bas utar dekhun"
"mujh ko khvabon ke baagh men la kar ghane jangal men kho rahi hai raat"