Sher
"eid ka din hai so kamre men paDa huun 'aslam' apne darvaze ko bahar se muqaffal kar ke"
"kanTe se bhi nichoD li ghairon ne bu-e-gul yaron ne bu-e-gul se bhi kanTa bana diya"
کانٹے سے بھی نچوڑ لی غیروں نے بوئے گل یاروں نے بوئے گل سے بھی کانٹا بنا دیا
काँटे से भी निचोड़ ली ग़ैरों ने बू-ए-गुल यारों ने बू-ए-गुल से भी काँटा बना दिया

"eid ka din hai so kamre men paDa huun 'aslam' apne darvaze ko bahar se muqaffal kar ke"
"qarib aa ke bhi ik shakhs ho saka na mira yahi hai meri haqiqat yahi fasana mira"
"jaane kis lamha-e-vahshi ki talab hai ki falak dekhna chahe mire shahr ko jangal kar ke"
"jab main us ke gaanv se bahar nikla tha har raste ne mera rasta roka tha"
"'aslam' baDe vaqar se degre vasul ki aur is ke baa'd shahr men khvancha laga liya"
"hamari jiit hui hai ki donon haare hain bichhaD ke ham ne ka.i raat din guzare hain"