Sher
"ye jo behal sa manzar ye jo bimar se ham tum siyasat ki navazish hai kisi se kuchh nahin bolen"
"itni na intishar ki hiddat ho ru-ba-ru insan gham-e-hayat men jalta dikha.i de"
اتنی نہ انتشار کی حدت ہو روبرو انساں غم حیات میں جلتا دکھائی دے
इतनी न इंतिशार की हिद्दत हो रू-ब-रू इंसाँ ग़म-ए-हयात में जलता दिखाई दे

"ye jo behal sa manzar ye jo bimar se ham tum siyasat ki navazish hai kisi se kuchh nahin bolen"
"khuda ki raza hai na hasil kisi ko khuda ke liye par laDa.i bahut hai"
"bas ranj ki hai dastan unvan hazaron jiine ke liye mar ga.e insan hazaron"
"sajde ka sabab jaan ke shirin hai pareshan farhad ne kah Daala ke rab DhunD raha huun"
"dekha nahin jis ne mire tufan ko sukun men vo shakhs miri ruuh ke andar nahin utra"
"guman kahta hai ke main yaqin ka sha.ir huun yaqin kahta hai ke main guman ka sha.ir huun"