Sher
"raat ik shakhs bahut yaad aaya jis ghaDi chand numudar hua"
"bahut dinon se idhar us ko yaad bhi na kiya bahut dinon se udhar ka khayal kyuun aaya"
بہت دنوں سے ادھر اس کو یاد بھی نہ کیا بہت دنوں سے ادھر کا خیال کیوں آیا
बहुत दिनों से इधर उस को याद भी न किया बहुत दिनों से उधर का ख़याल क्यूँ आया

"raat ik shakhs bahut yaad aaya jis ghaDi chand numudar hua"
"andhera itna hai ab shahr ke muhafiz ko har ek raat koi ghar jalana paDta hai"
"na jaane kaun apahij bana raha hai hamen safar men tark-e-safar ka khayal kyuun aaya"
"shafaq ka rang kitne valehana-pan se bikhra hai zamin o asman ne mil ke unvan-e-sahar likkha"