Sher
"kaun dekhega mujh men ab chehra a.ina tha bikhar gaya huun main"
"vo tere bichhaDne ka saman yaad jab aaya biite hue lamhon ko sisakte hue dekha"
وہ تیرے بچھڑنے کا سماں یاد جب آیا بیتے ہوئے لمحوں کو سسکتے ہوئے دیکھا
वो तेरे बिछड़ने का समाँ याद जब आया बीते हुए लम्हों को सिसकते हुए देखा

"kaun dekhega mujh men ab chehra a.ina tha bikhar gaya huun main"
"yuun zindagi guzar rahi hai meri jo un ki hai vahi khushi hai meri"
"in andheron se pare is shab-e-gham se aage ik na.i sub.h bhi hai sham-e-alam se aage"
"daryaft kar ke khud ko zamane se duur huun har shakhs ba-shu.ur hai main be-shu.ur huun"
"zahiri shakl meri zinda hai aur andar se mar gaya huun main"
"ik saaya sharmata lajata raah men tanha chhoD gaya main parchha.in DhunD raha huun TuuTi hui divaron par"