Sher
"dil men kisi ke raah kiye ja raha huun main kitna hasin gunah kiye ja raha huun main"
"pahle sharab ziist thi ab ziist hai sharab koi pila raha hai piye ja raha huun main"
پہلے شراب زیست تھی اب زیست ہے شراب کوئی پلا رہا ہے پئے جا رہا ہوں میں
पहले शराब ज़ीस्त थी अब ज़ीस्त है शराब कोई पिला रहा है पिए जा रहा हूँ मैं

"dil men kisi ke raah kiye ja raha huun main kitna hasin gunah kiye ja raha huun main"
"un ka jo farz hai vo ahl-e-siyasat janen mera paigham mohabbat hai jahan tak pahunche"
"apna zamana aap banate hain ahl-e-dil ham vo nahin ki jin ko zamana bana gaya"
"teri ankhon ka kuchh qusur nahin haan mujhi ko kharab hona tha"
"kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai ham khak-nashinon ki Thokar men zamana hai"
"ham ko miTa sake ye zamane men dam nahin ham se zamana khud hai zamane se ham nahin"