Sher
"ek aansu bhi agar ro de to janun tujh ko meri taqdir mujhe dekh kar hansti kya hai"
"dozakh se bhi kharab kahun main bahisht ko do-char agar vahan pe bhi sarmaya-dar hon"
دوزخ سے بھی خراب کہوں میں بہشت کو دو چار اگر وہاں پہ بھی سرمایہ دار ہوں
दोज़ख़ से भी ख़राब कहूँ मैं बहिश्त को दो-चार अगर वहाँ पे भी सरमाया-दार हों

"ek aansu bhi agar ro de to janun tujh ko meri taqdir mujhe dekh kar hansti kya hai"
"phir vahi sauda vahi vahshat vahi tarz-e-jun.un hain nishan maujud saare ishq ki tasir ke"
"khinchte jaate hain khud miri janib mujh ko jyuun jyuun vo azmate hain"
"tang paima.i ka shikva saqi-e-azali se kiya ham ne samjha hi nahin dastur-e-mai-khana abhi"
"tu ne hi rah na dikha.i to dikha.ega kaun ham tiri raah men gumrah hue baiThe hain"
"aaya unhen pasand to un ka hi ho gaya kam tha hamare dil se hamara kalam kya"