Sher
"apne darvaze pe baiTha sochta rahta huun main mera ghar ajdad ki bara-dari ka karb hai"
"ab is ko zindagi kahiye ki ahd-e-be-hisi kahiye gharon men log rote hain magar raston pe hanste hain"
اب اس کو زندگی کہئے کہ عہد بے حسی کہئے گھروں میں لوگ روتے ہیں مگر رستوں پہ ہنستے ہیں
अब इस को ज़िंदगी कहिए कि अहद-ए-बे-हिसी कहिए घरों में लोग रोते हैं मगर रस्तों पे हँसते हैं

"apne darvaze pe baiTha sochta rahta huun main mera ghar ajdad ki bara-dari ka karb hai"
"ka.i logon ne phalte phulte peDon se jaana hai magar main ne tujhe sabze ki uryani se pahchana"
"yahan pe dasht o samundar ki baat mat karna hamare shahr ka har shakhs hai makan-zada"
"haqiqat hai ise manen na manen ghaTti baDhti hain vo jhuTi hon ki sachchi dastanen ghaTti baDhti hain"
"siskiyan bhar ke 'sharar' kaun vahan rota tha khema-e-khvab sar-e-sham jahan par TuuTa"