Sher
"dil hai ki tire paanv se pazeb giri hai sunta huun bahut der se jhankar kahin ki"
"qur.an ka mafhum unhen kaun bata.e ankhon se jo chehron ki tilavat nahin karte"
قرآن کا مفہوم انہیں کون بتائے آنکھوں سے جو چہروں کی تلاوت نہیں کرتے
क़ुरआन का मफ़्हूम उन्हें कौन बताए आँखों से जो चेहरों की तिलावत नहीं करते

"dil hai ki tire paanv se pazeb giri hai sunta huun bahut der se jhankar kahin ki"
"dard ka za.iqa bata.un kya ye ilaqa zaban se bahar hai"
"dalilen chhin kar mere labon se vo mujh ko mujh se behtar kaTta hai"
"chehre hain ki sau rang men hote hain numayan a.ine magar koi siyasat nahin karte"
"zindagi! tujh ko magar sharm nahin aati kya kaisi kaisi tiri tasvir nikal aa.i hai"
"yahan to rasm hai zindon ko dafn karne ki kisi bhi qabr se murda kahan nikalta hai"