Sher
"kisi ne meri taraf dekhna na tha 'khurshid' to be-sabab hi sanvara gaya tha kyuun mujh ko"
"ye dil ki zard paDa tha ka.i zamanon se main tera naam liya aur bahar aa ga.i hai"
یہ دل کہ زرد پڑا تھا کئی زمانوں سے میں تیرا نام لیا اور بہار آ گئی ہے
ये दिल कि ज़र्द पड़ा था कई ज़मानों से मैं तेरा नाम लिया और बहार आ गई है

"kisi ne meri taraf dekhna na tha 'khurshid' to be-sabab hi sanvara gaya tha kyuun mujh ko"
"koi nahin jo miTa.e miri siyah-bakhti falak pe kitne sitare hain jagmaga.e hue"
"ye kaun aag lagane pe hai yahan mamur ye kaun shahr ko maqtal banane vaala hai"
"kisi khayal kisi khvab ke liye 'khurshid' diya dariche men rakkha tha dil jalaya tha"
"zara si der ko us ne palaT ke dekha tha zara si baat ka charcha kahan kahan hua hai"
"khvabon ki main ne ek imarat bana.i aur yadon ka us men ek daricha bana liya"