Sher
"bahut dushvar thi rah-e-mohabbat hamara saath dete ham-safar kya"
"is Dubte suraj se to ummid hi kya thi hans hans ke sitaron ne bhi dil toD diya hai"
اس ڈوبتے سورج سے تو امید ہی کیا تھی ہنس ہنس کے ستاروں نے بھی دل توڑ دیا ہے
इस डूबते सूरज से तो उम्मीद ही क्या थी हँस हँस के सितारों ने भी दिल तोड़ दिया है

"bahut dushvar thi rah-e-mohabbat hamara saath dete ham-safar kya"
"tiri bazm-e-tarab men aa gaya huun magar dil ko sukun hasil nahin hai"
"zindagi ka bana sahara bhi aur un ke karam ne maara bhi"
"un mast nigahon ne khud apna bharam khola inkar ke parde men iqrar nazar aa.e"
"haal kah dete hain nazuk se ishare akasr kitni khamosh nigahon ki zaban hoti hai"
"kaun samjhe ham pe kya guzri hai 'naqsh' dil laraz uThta hai zikr-e-sham se"