Sher
"mire fusun ne dikha.i hai tere rukh ki sahar mire junun ne bana.i hai tere zulf ki shaam"
"pahunch hi ja.ega ye haath teri zulfon tak yunhi junun ka agar silsila daraz raha"
پہنچ ہی جائے گا یہ ہاتھ تیری زلفوں تک یوں ہی جنوں کا اگر سلسلہ دراز رہا
पहुँच ही जाएगा ये हाथ तेरी ज़ुल्फ़ों तक यूँही जुनूँ का अगर सिलसिला दराज़ रहा

"mire fusun ne dikha.i hai tere rukh ki sahar mire junun ne bana.i hai tere zulf ki shaam"
"tiri zulfon ko kya suljha.un ai dost miri rahon men pech-o-kham bahut hain"
"zaban pe nam-e-mohabbat bhi jurm tha ya.ani ham un se jurm-e-mohabbat bhi bakhshva na sake"
"ye maslak apna apna hai ye fitrat apni apni hai jalao ashiyan tum ham karenge ashiyan paida"
"thi junun-amez apni guftugu baat matlab ki bhi lekin kah ga.e"
"naza.a tak dil us ko dohraya kiya ik tabassum men vo kya kuchh kah ga.e"