Sher
"surkhiyan khuun men Duubi hain sab akhbaron ki aaj ke din koi akhbar na dekha jaa.e"
"ho jaa.e jahan shaam vahin un ka basera avara parindon ke Thikane nahin hote"
ہو جائے جہاں شام وہیں ان کا بسیرا آوارہ پرندوں کے ٹھکانے نہیں ہوتے
हो जाए जहाँ शाम वहीं उन का बसेरा आवारा परिंदों के ठिकाने नहीं होते

"surkhiyan khuun men Duubi hain sab akhbaron ki aaj ke din koi akhbar na dekha jaa.e"
"muddaton baad ham kisi se mile yuun laga jaise zindagi se mile"
"rakht-e-safar jo paas hamare na tha to kya shauq-e-safar ko saath liya aur chal paDe"
"kuchh yuun lagta hai tire saath hi guzra vo bhi ham ne jo vaqt tire saath guzara hi nahin"
"gham o nashat ki har rahguzar men tanha huun mujhe khabar hai main apne safar men tanha huun"
"main us ke va.ade ka ab bhi yaqin karta huun hazar baar jise aazma liya main ne"