Sher
"aansu aansu jis ne dariya paar kiye qatra qatra aab men uljha baiTha hai"
"khush na ho an.suon ki barish par barq hai chashm-e-tar ke pahlu men"
خوش نہ ہو آنسوؤں کی بارش پر برق ہے چشم تر کے پہلو میں
ख़ुश न हो आँसुओं की बारिश पर बर्क़ है चश्म-ए-तर के पहलू में

"aansu aansu jis ne dariya paar kiye qatra qatra aab men uljha baiTha hai"
"behtar hai ki ab khud se juda ho ke bhi dekhen dariya men to dariya ka havala nahin milta"
"naqab uThao to har shai ko paoge salim ye ka.enat ba-taur-e-hijab TuTti hai"
"aala men to adna ke havale hi havale adna hi men aala ka havala nahin milta"
"umr guzri safar ke pahlu men khuub se khub-tar ke pahlu men"
"in ashkon ka dil se kya ta.alluq ye sho.ale jigar se aa rahe hain"