Sher
"chura ke muTThi men dil ko chhupa.e baiThe hain bahana ye hai ki mehndi laga.e baiThe hain"
"jaan insan ki lene valon men ek hai maut dusra hai ishq"
جان انساں کی لینے والوں میں ایک ہے موت دوسرا ہے عشق
जान इंसाँ की लेने वालों में एक है मौत दूसरा है इश्क़

"chura ke muTThi men dil ko chhupa.e baiThe hain bahana ye hai ki mehndi laga.e baiThe hain"
"kuchh arz-e-tamanna men shikva na sitam ka tha main ne to kaha kya tha aur aap ne kya jaana"
"kya hamari namaz kya roza bakhsh dene ke sau bahane hain"
"ghairon ko bhala samjhe aur mujh ko bura jaana samjhe bhi to kya samjhe jaana bhi to kya jaana"
"shaghl-e-ulfat ko jo ahbab bura kahte hain kuchh samajh men nahin aata ki ye kya kahte hain"
"aa hi kuuda tha dair men vaa.iz ham ne Taala khuda khuda kar ke"