Sher
"pyaas kahti hai chalo ret nichoDi jaa.e apne hisse men samundar nahin aane vaala"
"hamen paDhao na rishton ki koi aur kitab paDhi hai baap ke chehre ki jhurriyan ham ne"
ہمیں پڑھاؤ نہ رشتوں کی کوئی اور کتاب پڑھی ہے باپ کے چہرے کی جھریاں ہم نے
हमें पढ़ाओ न रिश्तों की कोई और किताब पढ़ी है बाप के चेहरे की झुर्रियाँ हम ने

"pyaas kahti hai chalo ret nichoDi jaa.e apne hisse men samundar nahin aane vaala"
"jo kah rahe the ki jiina muhal hai tum bin bichhaD ke mujh se vo do din udaas bhi na rahe"
"aaj bhi gaanv men kuchh kachche makanon vaale ghar men ham-sa.e ke faaqa nahin hone dete"
"tere baare men jab socha nahin tha main tanha tha magar itna nahin tha"
"yuun hua phir band kar liin us ne ankhen ek din vo samajh leta tha dil ka haal chehra dekh kar"
"sha.eri men 'mir'-o-'ghalib' ke zamana ab kahan shohraten jab itni sasti hon adab dekhega kaun"