Quote
"ye kis liye ai zamane tiri kare taqlid 'shajar' ka rizq-e-sukhan karbala se aata hai"
"gada-e-shah-e-najaf huun so mere kaase se jahan ko charkh-e-sukhan ke sabhi pate milenge"
گدائے شاہ نجف ہوں سو میرے کاسے سے جہاں کو چرخ سخن کے سبھی پتے ملیں گے
गदा-ए-शाह-ए-नजफ़ हूँ सो मेरे कासे से जहाँ को चर्ख़-ए-सुख़न के सभी पते मिलेंगे

"ye kis liye ai zamane tiri kare taqlid 'shajar' ka rizq-e-sukhan karbala se aata hai"
"kaun le dad-e-masiha.i mire zakhmon se aur hai kaun mire shahr men tere jaisa"
"ham ne bhi zulmaton ko miTaya hai apne taur suraj ke saath saath hamara diya bhi hai"
"diya diye ka ise tum ne naam hai yaaro vagarna ye to miri jhonpaDi ka suraj hai"