Sher
"mohabbat, hijr, nafrat mil chuki hai main taqriban mukammal ho chuka huun"
"khuda kare tujhe tahzib-e-mai-kashi ho nasib khuda kare tujhe nashsha samajh men aa jaa.e"
خدا کرے تجھے تہذیب مے کشی ہو نصیب خدا کرے تجھے نشہ سمجھ میں آ جائے
ख़ुदा करे तुझे तहज़ीब-ए-मय-कशी हो नसीब ख़ुदा करे तुझे नश्शा समझ में आ जाए

"mohabbat, hijr, nafrat mil chuki hai main taqriban mukammal ho chuka huun"
"ham kisi zo.am men naraz hue hain tujh se ham kisi baat pe auqat se nikle hue hain"
"aur koi pahchan miri banti hi nahin jante hain sab log ki bas tera huun main"
"saare saval asan hain mushkil ek javab ham bhi ek javab hain koi saval kare"
"ham ghulami ko muqaddar ki tarah jante hain ham tiri jiit tiri maat se nikle hue hain"
"ishq itna bhi kya zaruri hai koi be-ishq mar nahin jaata"