Sher
"kaise kaise log vujud ki zad men aa kar mar ga.e is dariya ki bhenT chaDhe kaise kaise tairak"
"hijr-e-janan men bhi aansu nahin aa.e mere khushk sahraon men barsat kabhi to hogi"
ہجر جاناں میں بھی آنسو نہیں آئے میرے خشک صحراؤں میں برسات کبھی تو ہوگی
हिज्र-ए-जानाँ में भी आँसू नहीं आए मेरे ख़ुश्क सहराओं में बरसात कभी तो होगी

"kaise kaise log vujud ki zad men aa kar mar ga.e is dariya ki bhenT chaDhe kaise kaise tairak"
"bikherta hai raushni rida-e-asman se vo sitare jaise oDhni men paD ga.e hon daagh se"
"in se ummid na rakh hain ye siyasat vaale ye kisi se bhi mohabbat nahin karne vaale"
"saval ye hai hava aa.i kis ishare par charagh kis ke bujhe ye saval thoDi hai"
"khamoshi khinch ke laa.i mujhe vujud talak vujud khinch ke laaya hai mujh ko la ki taraf"
"vahshat nahin hai raqs-e-masarrat hai dasht men peDon ki shakl men ye mire char-su ho tum"