Sher
"raushni saare ghar men hoti thi ham ne dekha hai lalTain ka daur"
"ek jalte bujhte manzar ke havale kar diya zindagi tujh ko muqaddar ke havale kar diya"
ایک جلتے بجھتے منظر کے حوالے کر دیا زندگی تجھ کو مقدر کے حوالے کر دیا
एक जलते बुझते मंज़र के हवाले कर दिया ज़िंदगी तुझ को मुक़द्दर के हवाले कर दिया

"raushni saare ghar men hoti thi ham ne dekha hai lalTain ka daur"
"mujh se baten karo mohabbat ki talib-e-'ilm huun main urdu ka"
"ai amiri agar hai tujh men dam kisi darvesh se ulajh kar dekh"
"dekha mujhe to kahne lage tu ye kis liye dastak diye baghair mire ghar men aa gaya"
"vaqt-e-iftar tum bhi aa jaana meri ankhen bhi roza kholengi"
"mere hi jism ke zindan men mujhe ai 'najmi' qaid kar rakkha hai khud meri ana ne mujh ko"