Sher
"baat ye hai ki baat koi nahin main akela huun saath koi nahin"
"apni be-e'tidaliyon ke sabab main agar baDh gaya hua kam bhi"
اپنی بے اعتدالیوں کے سبب میں اگر بڑھ گیا ہوا کم بھی
अपनी बे-ए'तिदालियों के सबब मैं अगर बढ़ गया हुआ कम भी

"baat ye hai ki baat koi nahin main akela huun saath koi nahin"
"pas-e-parda bahut be-pardagi hai bahut bezar hai kirdar apna"
"is ko main inqalab kahta huun ye jo inkar ki faza se uTha"
"ye tamasha-e-ilm-o-hunar dosto kuchh nahin hai faqat kaghzi vahm hai"