Quote
"ragaDna paD raha hai sar har ik voter ke paanv par isi baa.is to ham ko membari achchhi nahin lagti"
"qatar se na laate agar mal-o-daulat mohalle men izzat tumhari na hoti"
قطر سے نہ لاتے اگر مال و دولت محلے میں عزت تمہاری نہ ہوتی
क़तर से न लाते अगर माल-ओ-दौलत मोहल्ले में इज़्ज़त तुम्हारी न होती

"ragaDna paD raha hai sar har ik voter ke paanv par isi baa.is to ham ko membari achchhi nahin lagti"
"daulat ki rel-pel hai ab ghar men is liye custam ka ik clerk huun teacher nahin huun main"
"na.e yaron se bhi is shakhs ki sahib-salamat hai hamare saath bhi yaari jo pahle thi so ab bhi hai"