SHAWORDS

anjam-e-vafa ye hai jis ne bhi mohabbat ki — Nushur Wahidi

"anjam-e-vafa ye hai jis ne bhi mohabbat ki marne ki dua mangi jiine ki saza paa.i"
Urdu

انجام وفا یہ ہے جس نے بھی محبت کی مرنے کی دعا مانگی جینے کی سزا پائی

Hindi

अंजाम-ए-वफ़ा ये है जिस ने भी मोहब्बत की मरने की दुआ माँगी जीने की सज़ा पाई

Nushur Wahidi
Nushur Wahidi
Nushur Wahidi
poet49 quotes