Sher
"phaldar tha to gaanv use pujta raha sukha to qatl ho gaya vo be-zaban darakht"
"samundar aankh se ojhal zara nahin hota nadi ko Dar kisi chaTTan ka nahin hota"
سمندر آنکھ سے اوجھل ذرا نہیں ہوتا ندی کو ڈر کسی چٹان کا نہیں ہوتا
समुंदर आँख से ओझल ज़रा नहीं होता नदी को डर किसी चट्टान का नहीं होता

"phaldar tha to gaanv use pujta raha sukha to qatl ho gaya vo be-zaban darakht"
"kisi kisi ko thamata hai chabiyan ghar ki khuda har ek ko apna pata nahin deta"
"zamin ko ai khuda vo zalzala de nishan tak sarhadon ke jo miTa de"
"haveliyan bhi hain karen bhi kar-khane bhi bas aadmi ki kami dekhta huun shahron men"